Pyar Zindagi Hai Lyrics & Tabs by DJ Suketu

Pyar Zindagi Hai

guitar chords lyrics

DJ Suketu

Album : 440 Volts desi PlayStop

pyar zindagi hai, pyar bandagi hai, bandagi hai
yahalla yahalla u ya allah, yahalla yahalla u ya allah
pyar se pyar karo ye umr pyar ki hai

pyar se pyar karo ye umr pyar ki hai
pyar bina kya jina, ye bhi koi zindagi hai
pyar zindagi hai, pyar bandagi hai, bandagi hai
yahalla yahalla u ya allah, yahalla yahalla u ya allah
dur rahe paas rahe, dil me tere pyas rahe
tere liye mai hu tu hai mere liye mere liye
pyar sanam pyar khuda, yar kabhi ho na juda
yar bina koi yaha kaise jiye kaise jiye
baaho me yar ke hi duniya bahaar ki hai
baaho me yar ke hi duniya bahaar ki hai
pyar bina kya jina, ye bhi koi zindagi hai
pyar zindagi hai, pyar bandagi hai, bandagi hai

baaho me yar ke hi duniya bahaar ki hai
pyar bina kya jina, ye bhi koi zindagi hai
pyar zindagi hai, pyar bandagi hai, bandagi hai
yahalla yahalla u ya allah, yahalla yahalla u ya allah
pyar karam pyar dua, pyar sitam pyar vafa
pyar se juda to yaha koi nahi koi nahi
pyar khushi pyar nasha, kya vo najar kya vo ada
ho kisi ke pyar me jo koi nahi koi nahi
dil ko laga ke dekho pyar me kya khushi hai

pyar bina kya jina ye bhi koi zindagi hai
pyar zindagi hai, pyar bandagi hai, bandagi hai
yahalla yahalla u ya allah, yahalla yahalla u ya allah
pyar zindagi hai, pyar bandagi hai, bandagi hai
yahalla yahalla u ya allah, yahalla yahalla u ya allah
pyar se pyar karo ye umr pyar ki hai, ye umr pyar ki hai
pyar bina kya jina, ye bhi koi zindagi hai
yahalla yahalla u ya allah, yahalla yahalla u ya allah
yahalla yahalla u ya allah, yahalla yahalla u ya allah

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0096 sec