I See U Lyrics & Tabs by OZROSAURUS

I See U

guitar chords lyrics

OZROSAURUS

Album : Rhyme&Blues japanese hip-hop PlayStop

Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Subah Nayi Jagah

Nayi Tarah Se Nayi Dishaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Nayi Hain Meri Nazar Ya Hain Nazaarein Naye
Yaa Dekhate Khwab Main Chal Raha Hoon
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Subah Nayi Jagah
Nayi Tarah Se Nay Nazaare Main Dekhata Hoon
Ye Gungunaata Huva Sama, Ye Muskuraati Fiza
Jahaan Ke Saath Main Chal Raha Hoon
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Jo Abhi Hain Usiko Jilein, Jo Diya Wo Ji Liya

Wo Nasha Pi Liya
Kal Nasha Hain Ek Naya Jo, Na Kiya To Kya Jiya
Har Pal Ko Pi Ke Agar Dil Na Bhar Diya
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Subah Nayi Hava
Nayi Tarah Se Nayi Dishaayon Mein Chal Raha Hoon
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon
Nayi Subah Nayi Jagah
Nayi Tarah Se Nayi Dishaayon Mein Chal Raha Hoon
Ye Gungunaata Huva Sama, Ye Muskuraati Fiza
Jahaan Ke Saath Main Chal Raha Hoon
Subah Subah Ye Kya Huva
Na Jaane Kyon Ab Main Hawaayon Mein Chal Raha Hoon

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0048 sec