Dooor Lyrics & Tabs by Siddharth Basrur

Dooor

guitar chords lyrics

Siddharth Basrur

Album : Sulemani Keeda (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

Kyun yeh maanu
Jaana hai tumko dooor
Yun hi pal mein

Meri aankhon se dooor
Kaise roku tumko
Kyun jaana hai
Kyun jaana hai
Dooor
Kyun yeh maanu
Jaana hai tumko
Dooor
Yun hi pal mein
Meri aankhon se dooor
Kambakht waqt ki
Yeh punctuality kyun

Meri aankhon se dooor
Kambakht waqt ki
Yeh punctuality kyun
Kaise din yeh roku
Din jo dhal jayega
Sab badal jayega yun
Toh phir kyun jaana hai
Kyun jaana hai
Dooor
Kyun yeh maanu
Jaana hai tumko
Dooor
Yun hi pal mein
Meri aankhon se door
Na na na na na na
Na na na na na na
Bezuban dil ne kabhi
Tum se kaha hi nahi
Par kuch asar tum pe
Bolo hua ki nahi
Iss dil se
Aur mujh se
Kyun yeh maanu main
Jaana hai tumko
Kyun yeh maanu main
Jaana hai tumko
Dooor
Kyun yeh maanu
Jaana hai tumko
Dooor
Yun hi pal mein
Meri aankhon se
Dooor
Dooor
Dooor
Kyun yeh maanu main
Jaana hai tumko
Kyun yeh maanu main
Jaana hai tumko
Dooor

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0064 sec