Tu Hi Haqeeqat (From "Tum Mile") Lyrics & Tabs by Javed Ali, Pritam, Irshan Ashraf & Shadab

Tu Hi Haqeeqat (From "Tum Mile")

guitar chords lyrics

Javed Ali, Pritam, Irshan Ashraf & Shadab

Album : Best of Me: PritamPlayStop

Tu hi haqeeaqat Khawwb tu Dariya tu hi Pyaas tu Tu hi dil ke beqarari Tu sukun Tu sukun Jau mein ab jab Jis jagah Pau mein tujhko Us jagah Saath ho ke na hoon Tu hai roobaru Roobaru Tu Humsafar Tu Humkadam Tu Hamnava Mera Tu Humsafar Tu Humkadam Tu Hamnava Mera ... Aa tujhe in bahon mein bharke Aur bhi kar loon main kareeb Tu juda ho to lage hai Aata jata har pal ajeeb Is jahan hai aur na hoga Mujhsa koi bhi kushnaseeb Tune mujhko dil diya hai Mein hoon tere sabse kareeb Mein hi to tere dil main hoon Mein hi to saason mein basu Tere dil ki dhadkano mein Mein hi hoon Mein hi hoon Tu Humsafar Tu Humkadam Tu Hamnava Mera Tu Humsafar ... Tu Humkadam Tu Hamnava Mera ... Kab bhala ab yeh waqt guzre Kuch pata chalta hi nahi Jab se mujhko tu mila hai Hosh kuch bhi apna nahi Uff yeh teri palkein ghani si Chav in ki hai dilnasheen Abb kise dar dhoop ka hai Kyun ki hai yeh mujhpe beechi Tere bina na saans loo Tere bina na main jeu Tere bina na ek pal bhi Reh saku Re saku Tu hi haqeeaqat Khawwb tu Dariya tu hi Pyaas tu Tu hi dil ke beqarari Tu sukun Tu sukun Tu Humsafar Tu Humkadam Tu Hamnava Mera Tu Humsafar Tu Humkadam Tu Hamnava Mera ...


More tracks of "Javed Ali, Pritam, Irshan Ashraf & Shadab"

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0107 sec