Sajana Lyrics & Tabs by Raghu Dixit

Sajana

guitar chords lyrics

Raghu Dixit

Album : Jag ChangaPlayStop

Maati tu mori hai tori hoon main sajana Tore bin naamunkin mora hai khilna Saawariyaan, tadpe jiya Saawariyaan, tadpe jiya Machli bin jalke Aao na sajana, ghar aao na sajana, patharaye ye nayanava Teri yaadein sawaraayein mora singaar Teri baahein bhar jaayein mujhmein bahaar Jab se main darbaar tere aayi yaar sansaar, gharbaar, sab dee utaar Aao na sajana, ghar aao na sajana, patharaye ye nayanava Nyoncchaavar tujhpe hai tera shikaar Nainon se maaro na phir se kataar Banmaali tu hai main jangali bahaar Saanson se cchooke tu mohe sanvaar Aao na sajana, ghar aao na sajana, patharaye ye nayanava Cchaao na sajana, barasaao na sajana Pathraaye ye nayanava Pathraaye ye nayanava Pathraaye ye nayanava


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0109 sec