Pehli Pehli Baar Hai (From "Kya Yehi Pyaar Hai") Lyrics & Tabs by Sonu Nigam, Alka Yagnik & Sajid - Wajid

Pehli Pehli Baar Hai (From "Kya Yehi Pyaar Hai")

guitar chords lyrics

Sonu Nigam, Alka Yagnik & Sajid - Wajid

Album : I Will Always Love You - Love SongsPlayStop

Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Chaane Lagi Bekhudi Kaisa Yeh Khumaar Hai

Ay Dil Mujhko Bata Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Chaane Lagi Bekhudi Kaisa Yeh Khumaar Hai
Ay Dil Mujhko Bata Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Armaan Koyi Dhadkan Mein Hai
Mehman Dil Ke Darpan Mein Hai
Chaane Lagi Hai Ab Mastiyaan
Khushboo Kisi Ki Tan Man Mein Hai
Raaton Ki Neende Udne Lagi
Aur Chain Din Ka Jaane Laga

Khushboo Kisi Ki Tan Man Mein Hai
Raaton Ki Neende Udne Lagi
Aur Chain Din Ka Jaane Laga
Jaadoo Sa Chalne Laga Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Kuch Na Kah Gaye Hoton Se Hum
Baatein Karenge Aankhon Se Hum
Na Mehsoos Karlo Saasein Meri
Baatein Karenge Saason Se Hum
Ab Kya Karenge Labzo Ka Hum
Mujhko To Aisa Lagne Laga
Dhadkan Ne Meri Kaha Kya Yehi Pyaar Hai
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Chaane Lagi Bekhudi Kaisa Yeh Khumaar Hai
Ay Dil Mujhko Bata Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0065 sec