Patta Btah Doh Lyrics & Tabs by Sajjad Ali

Patta Btah Doh

guitar chords lyrics

Sajjad Ali

Album : Aik Aur Love StoryPlayStop

Mein bhi khareedar houn
Mein bhi khareedounga
Pyaar kahaan bikta hai

Patta Bata Doh
Zara Zara halkee halkee, koi kami hai
Kabhie koi paas hai mera, kabhi nahi hai
Kahaan kahaan raat din galion mein dhounda hai
Yaar jahaan milta hai, jaga bata doh
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh
Jala hua dil hai mera, bhuja hua hai
dhuan dhuan ban k rehna meri saza hai
mein woh deewaar houn, jispay mohabbat ka
phool nahi khilta hai, mujhey girado
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh
Mein bhi khareedar houn mein bhi khareedounga

phool nahi khilta hai, mujhey girado
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh
Mein bhi khareedar houn mein bhi khareedounga
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0080 sec