Mere Khuda Lyrics & Tabs by Tulsi Kumar

Mere Khuda

guitar chords lyrics

Tulsi Kumar

Album : Love Ho JaayePlayStop

Na na na na na...
(Mere khuda dil gum gaya, chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha, hai dard mein maja

Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa) - (2)
Mehaka sama main bekhabar, bekal badi meri umar - (2)
Mausam badguma badala sa jahaan, kuchh toh huwa, kuchh toh huwa
Mere khuda dil gum gaya, chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha, hai dard mein maja
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa
Chaahat nayi sine mein hai, ek taajagi jine mein hai - (2)
Jhumein tan badan deewaana hai mann, kuchh toh huwa, kuchh toh huwa
Mere khuda dil gum gaya, chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha, hai dard mein maja
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa.

Hai hosh mein nasha, hai dard mein maja
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0091 sec