Mann Ki Lagan Lyrics & Tabs by Rahat Fateh Ali Khan

Mann Ki Lagan

guitar chords lyrics

Rahat Fateh Ali Khan

Album : Nusrat... sufi PlayStop

O laagi tum se man ki lagan
Lagan laagi tum se man ki lagan - (3)
Gali gali ghume dil tujhe dhundhe -2, tere bin tarase nayan

Lagan laagi tum se man ki lagan - (4)
Aa ja o meri jaan, mere dil ka jahaan
Maange teri khabar, dhundhe tera nishaan
Laagi tum se man ki lagan
Lagan laagi tum se man ki lagan - (3)
Gali gali ghume dil tujhe dhundhe -2,
tere bin tarase nayan
Lagan laagi tum se man ki lagan - (4)
Tera tujhako saunp de kya laagat hai mor
Mera mujhamen kuchh naaheen jo hovat so tor
Tere bin mera man, jaise ban me hiran
Jaise pagali pawan, laagi tum se man ki lagan

Mera mujhamen kuchh naaheen jo hovat so tor
Tere bin mera man, jaise ban me hiran
Jaise pagali pawan, laagi tum se man ki lagan
Lagan laagi tum se man ki lagan - (3)
Aa aa...
Pa da sa re ga re re sa, pa da sa re ga re re sa, ma ga re
Pa da sa re ga re re sa
Pa da sa re ga re sa, pa ma ga re sa, pa da sa re ga re re sa
Sa re ga ma, ma ga dha pa
Sa ni dha ni dha pa, dha pa ma pa ma ga, dha ma re ga pa

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0146 sec