Janaa Tumhare Pyar Mein Lyrics & Tabs by Mukesh

Janaa Tumhare Pyar Mein

guitar chords lyrics

Mukesh

Album : Sasural (Bollywood Cinema) hindi PlayStop

Jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon
Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana

Jaana tumhaare pyaar mein
Hum toh deewaane hai tere naam ke
Dil luta baithe hai jigar thaam ke
Hum toh deewaane hai tere naam ke
Dil luta baithe hai jigar thaam ke
Ishq ne hamako nikkama kar diya
Warana hum bhi aadami the kaam ke
Itana main gir chuka hoon ki haiwaan ban gaya hoon
Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
Jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon
Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana

Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
Jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon
Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
Jaana tumhaare pyaar mein
Abb toh bas patthar ki ek tasbeer hoon
Ya samajh lo ek buteh pepir hoon
Abb toh bas patthar ki ek tasbeer hoon
Ya samajh lo ek buteh pepir hoon
Apane pairon bandh gayi jo pyaar mein
Aisi ik ulajhi huyi janjeer ho
Haalat ko apane dekh ke hairaan ban gaya hoon
Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
Jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon
Kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
Jaana tumhaare pyaar mein.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0118 sec