Dum Laga Ke Haisha Lyrics & Tabs by Kailash Kher, Jyoti Nooran & Sultana Nooran

Dum Laga Ke Haisha

guitar chords lyrics

Kailash Kher, Jyoti Nooran & Sultana Nooran

Album : Dum Laga Ke Haisha (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

Khol aankhein baandh pheeta hauli hauli sa
Saans le aur chhoot jaa goli goli saa
Aaa aa...

Khol aankhein baandh pheeta holi holi sa
Saans le aur chhoot jaa goli goli saa
Haan paar lagaa de paara
Ho chowk ke tu fawwara
Haan paar lagaa de paara
Chaunk ke tu funwwara
Dham dham dham bole jahaan tu rakhe kadam kadam
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum ...
Dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha

Dum dadum dadum ...
Dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Hey sarpat man se meethe meethe kann se
Rahe pitara bhara bhara
Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Sarpat man se meethe meethe kann se
Rahe pitara bhara bhara
Phaand ja re deeware aur tar ja saare dhaare
Phaand ja re deeware, tar ja saare dhaare
Mann bhar ke ab toh ho ja tu besharam sharam
Dum dadum dadum
Dum laga ki haisha
Dum dadum dadum
Dum laga ki haisha
Dum dadum dadum
Dum laga ki haisha
de re na re...
ta na na uda ta na.
Jale jo duniya namak lagana
Sabko iski bhanak lagana
Aankh bacha ke nikle koi
Aankh mein uske chamak lagana
Khatam na ho janam janam tak
Pyaar ki aisi sanak lagana, haisha.
Kabhi kabhi to chalta hai saath raasta
Aa haath badhana yaara
Aur tod le ooncha taara
Aa haath badha na yaara
tod le ooncha taara
Dham dham dham bole jahaan tu rakhe kadam kadam
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum...
Dum laga ki haisha
Dum dadum dadum
Dum laga ki haisha

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0191 sec