Agar Main Kahoon (From "Lakshya") Lyrics & Tabs by Alka Yagnik, Udit Narayan & Shankar-Ehsaan-Loy

Agar Main Kahoon (From "Lakshya")

guitar chords lyrics

Alka Yagnik, Udit Narayan & Shankar-Ehsaan-Loy

Album : A Decade of Love, Vol. 1PlayStop

(Agar Main Kahoon, Mujhe Tumse Mohabbat Hai
Meri Bas Yahi Chahat Hai, To Kya Kahogi)...(2)
Main Tumse Kahongi

Is Baat Ko Agar Tum, Zara Aur Saja Ke Kahte
Zara Ghuma Phira Ke Kahte To Achcha Hota
Agar Main Kahoon, Tumko Jab Dekhoon Lagti Ho Jaise Nayee
Honth Hain Pankhadi Phool Ki
Aankhein Jaise Jugnu Chamkte Huey, Soche Mera Ye Dil Dhadakte Huey
Agar Main Kahoon
Agar Main Kahoon, Ye Jo Chehra Hai
Jaise Koi Chaand Hai, To Kya Kahogi
Main Tumse Kahongi
Mujhko Bhoole Se Bhi Chaand Tum Na Kaho
Chand Mein To Kayee Daag Hain
Mujhe Phool Na Kahna, Vo Murjhate Hain

Mujhko Bhoole Se Bhi Chaand Tum Na Kaho
Chand Mein To Kayee Daag Hain
Mujhe Phool Na Kahna, Vo Murjhate Hain
Jugnu Bhi Na Kahna, Vo Kho Jaate Hain
Ye Baatein Purani Hain, Jo Mujhko Sunani Hain
Kisi Aur Adaa Se Kahte
Zaraa Ghuma Phira Ke Kahte To Achchha Hota
Agar Main Kahoon... To Kya Kahogi
Agar Main Kahoon, Baatein Sunke Tumhari Main Hairan Hoon
Jo Bhi Kahna Hai Kaise Kahoon
Lagta Tumhein Kuchh Bhi Achchha Nahin
Sach Ko Bhi Kahti Ho Sachcha Nahin
Agar Main Kahoon
Agar Main Kahoon, Tumhein Pata Nahin Hai Kyun
Hai Pyaar Mujhe Bhi Tumse To Kya Kahoge
Main Tumse Kahonga
Mere Dil Ka Hai Ye Kahna, Hamko Hai Saath Mein Rahna
Ye Donon Ke Dil Mein Hai Na, To Phir Kyun Kahna
Agar Main Kahoon
To Main Tumse Kahoongi

More tracks of "Alka Yagnik, Udit Narayan & Shankar-Ehsaan-Loy"

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0092 sec