Yeh Jo Zindagi Hain Lyrics & Tabs by A. R. Rahman

Yeh Jo Zindagi Hain

guitar chords lyrics

A. R. Rahman

Album : 1947 Earth indian PlayStop

Jo afsaane, dil ne buney
Unko koi dil hi suney
Hum holey holey

Pyaar ki dhundhli fizaoon mein aaye
Gaihre gaihre hain
Khwaab ki neeli ghataoon ke saaye
Hum tum dono, khoye khoye
Sapnay dekhein, jaagey sooey
Goomsum, hairaan
Ye jo zindagi hain koi dastan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi karvaan hai
Kahan jayeegi ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi dastan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai

Kahan jayeegi ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi dastan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi karvaan hai
Kahan jayeegi ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi dastan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi karvaan hai
Kahan jayeegi ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi dastan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi karvaan hai
Kahan jayeegi ye khabar kahan hai
Baihti hain chingariyaan jaise
Sarr se paun tak nass nass mein
Halka halka hosh hai lekin
Kuch bhi nahin abh mere bas mein
Mere ang ang mein bechainey
Bijali ban ke lehrayee
Ek meethey meethey dard ka
Badal tan man par chaayee
Saansein uljhi, dhadke ye dil
Jaane kaise meri mushkil
Hogi aasaan
Ye jo zindagi hain koi dastan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi karvaan hai
Kahan jayeegi ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi dastan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hain koi karvaan hai
Kahan jayeegi ye khabar kahan hai

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0232 sec