Tere Naam (Sad) Lyrics & Tabs by Himesh Reshammiya

Tere Naam (Sad)

guitar chords lyrics

Himesh Reshammiya

Album : Tere NaamPlayStop

Marke bhi na vaada apna todenge
Ek duje ka saath kabhi na chhodenge
Apna to sadiyon janmon ka naata hai

Jaan se jaan ko kaun juda kar paata hai
Tere siva, tere siva
Tere siva is dariya ka nahin koi kinaara sanam
Ho, nahin koi kinaara sanam
Tere naam humne kiya hai jeevan apna saara sanam
Ho, jeevan apna saara sanam

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0120 sec