Ek Haseena Thi Lyrics & Tabs by Himesh Reshammiya

Ek Haseena Thi

guitar chords lyrics

Himesh Reshammiya

Album : Karz bollywood PlayStop

Aaj iss mubarak mauke par,
Mein aap logon ko,
Meri aur kamini ki daastan sunana chahta hu,

Mohabbat ki daastan.
Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar, kya sama,
Kya zamana tha,
Aaaaa...
Heyy.heyyy.heyy.
La la la la la la...
Ek haseena thi, haseena thi,
Ek deewana tha, deewana tha,
Kya umar, kya sama,
Kya zamana tha,
Aaaaa...

Kya umar, kya sama,
Kya zamana tha,
Aaaaa...
- 2 times
Phir mohabbat hui, bass qayamat hui,
Sunn ke yeh daastan, kho gaye tum kahan?
Loge hairaan hain, kyunki anjaan hain,
Ishq ki woh gali, baat jiskli chali,
Uss gali mein, mera aana, jaana tha...
Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar thi, kya sama tha,
Kya zamana tha,
Ek haseena thi, ek deewana tha.
- 2 times
Yeh falak, yeh zameen,
Tere bin kuch nahi,
Tujhpe marti hu mein,
Pyaar karti hu mein,
Tere bin zindagi, kuch nahi, kuch nahi,
Aashiqui mein unka aalam, kya suhana tha.
Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar thi, kya sama tha,
Kya zamana tha,
Ek haseena thi, ek deewana tha.
Bewafa yaar ne,
Apne mehboob se,
Aisa dhokha kiya - 3 times
Zehar usko diya- 3 times
Marr gaya wo jawan,
Marr gaya wo jawan,
Ab suno daastan,
Janm leke kahin,
Fir wo pahucha wahin,
Shakal anjaan thi,
Akal hairaan thi,
- 2 times
Uspe yeh karz tha,
Uska yeh karz tha,
Karz to farz apna chukana tha,
Hoo.hooo hoo.
La la la la la la...
Hey hey hey hey.
La la la la la la...

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0105 sec