Sharam Aati Hai Magar (Revival) Lyrics & Tabs by Lata Mangeshkar

Sharam Aati Hai Magar (Revival)

guitar chords lyrics

Lata Mangeshkar

Album : Padosan (Original Motion Picture Soundtrack) bollywood PlayStop

sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga
sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga
abb hame aap ke kadamo hee mai rahana hoga

sharm aatee hain magar
aap se ruthh ke ham jitna jiye khaank jiye]
aap se ruthh ke ham jitna jiye khaank jiye
kayee iljaam liye, aur kayee iljaam diye
aaj ke bad magar, kuchh bhee naa kahana hoga
abb hame aap ke kadamo hee mai rahana hoga
sharm aatee hain
der ke baad yeh samaje hain mohabbat kya hai
abb hame chaand ke jhumar kee jarurat kya hai
pyaar se badhake bhala aur kya gahana hoga
abb hame aap ke kadamo hee mai rahana hoga
sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga

pyaar se badhake bhala aur kya gahana hoga
abb hame aap ke kadamo hee mai rahana hoga
sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga
aapake pyar ka bimar hamara dil hai
aapake pyar ka bimar hamara dil hai
aapke dhun ka kharidhar hamara dil hai
aapko apna koim dard na sehana hogha
aab hame aapke kadmome rehna hogha
sharm aatee hain magar, aaj yeh kahana hoga
sharm aatee hain magar.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0228 sec