Sau Saal Tak Rahe Yeh Zamana Lyrics & Tabs by Shabbir Kumar
Sau Saal Tak Rahe Yeh Zamana
guitar chords lyrics
teri duniya me aisa din
khushi ka baar baar aaye
koi mausam na badle
jab kabhi aaye
bahar aaye
ae dost ye dua meri
ae dost ye dua meri
tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
ae dost ye dua meri
ae dost ye dua meri
tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
chahat ki aarzuye hamesha rahe jawan
chahat ki aarzuye hamesha rahe jawan
kismat bhi teri tujhpe rahe
yu hi maharban
sukhe na koi phul
sukhe na koi phul
kabhi tere haar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
ae dost ye dua meri
chahra tera chamakta rahe
jaise aaftab
chahra tera chamakta rahe
jaise aaftab
sharmaye jisko dekh ke
kaliyo ka bhi sabab
naksa hai kya hasin
naksa hai kya hasin
mere aitbar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
ae dost ye dua meri
ae husn baar baar mera dil tujhe kahe
ae husn baar baar mera dil tujhe kahe
hasil hai jaan
jo kaam kisi aa sake
arman bas yehi hai
arman bas yehi hai
dile bekarar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
ae dost ye dua meri
tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka
sau saal tak rahe ye jamana bahar ka