Sarphira Lyrics & Tabs by Shahid Mallya

Sarphira

guitar chords lyrics

Shahid Mallya

Album : Sadda AddaPlayStop

Aa... aa... aa...
Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye tto bas dil ko pata hai...(Ho... Oo...)

Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye tto bas dil ko pata hai
Dhadkano pe kiska pehra
Kaun kab kyun dil mein ttehra (aa.)
Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye tto bas dil ko pata hai.
Kya azab es dil ki ada hai...
Sarphira Hai, Sarphira Hai
Dil tto kuch kuch Sarphira Hai
Sarphira Hai, Sarphira Hai
Dil tto kuch kuch Sarphira... Hai
Khwahison se ankh micholi khelta hai

Sarphira Hai, Sarphira Hai
Dil tto kuch kuch Sarphira... Hai
Khwahison se ankh micholi khelta hai
dil... hamesha
Kasmkash ki bandhishein bhi jhelta hai dil
hamesha...
Khwahison se ankh micholi khelta hai
dil... hamesha
Kasmkash ki bandhishein bhi jhelta hai dil
hamesha...
Chehre pe ishtihar laga kar ghoomta hai
Hashraton ki numaish karke jhoomta hai...
Sarphira Hai, Sarphira Hai
Dil tto kuch kuch Sarphira Hai
Sarphira Hai, Sarphira Hai
Dil tto kuch kuch Sarphira... Hai
Yeh samajh na paya koi
Karta hai dil kyon nadani
Dil ke lakhon hisse hain
Aur dil ki lakhon hain kahani...
Yeh samajh na paya koi
Karta hai dil kyon nadani
Dil ke lakhon hisse hain
Aur dil ki lakhon hain kahani
(Yeh dil jo atka tto atak hi jata hai
Tadapta hai tto khamosh rehta hai)
Sarphira Hai, Sarphira Hai
Dil tto kuch kuch Sarphira Hai
Sarphira Hai, Sarphira Hai
Dil tto kuch kuch Sarphira... Hai

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0080 sec