Raatien Lyrics & Tabs by Jal

Raatien

guitar chords lyrics

Jal

Album : BoondhPlayStop

Yaad Hai Woh Saari Woh Saari Baatein
Raaton Mein Din The Din Thi Raatein
Toh Kya Yeh Jeevan Aisa Na Tha

Jaisa Hamne Socha
Toh Kya Yeh Bandhan Aisa Tha Kya
Jo Kabhi Toot Na Saka
Woh Baatein Baaki Thi
Woh Muskurahat Tumhari Thi
Woh Chahat Bhara Ehsaas
Labon Pe Baatein Hamari Thi
Anjane Raston Pe Jab Hum Saath The
Doston Ke Sang Bhi Apane Khwaab The
Toh Kya Yeh Jeevan Aaisa Na Tha
Jaisa Hamne Socha
Toh Kya Yeh Bandhan Aisa Tha Kya

Toh Kya Yeh Jeevan Aaisa Na Tha
Jaisa Hamne Socha
Toh Kya Yeh Bandhan Aisa Tha Kya
Jo Kabhi Toot Na Saka
Woh Baatein Baaki Thi
Woh Muskurahat Tumhari Thi
Woh Chahat Bhara Ehsaas
Labon Pe Baatein Hamari Thi
Woh Muskurahat
Woh Chahat
Labon Pe Baatein Hamari Thi
Toh Kya Yeh Jeevan Aaisa Na Tha
Jaisa Hamne Socha
Toh Kya Yeh Bandhan Aisa Tha Kya
Jo Kabhi Toot Na Saka

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0064 sec