Raat Aur Chandani Lyrics & Tabs by Raeth

Raat Aur Chandani

guitar chords lyrics

Raeth

Album : Raeth rock PlayStop

raat aur chadini hai, tu khoyi kahaan
raat aur chadini hai, tu khoyi kahaan
pyar ki khusboo, main tanha yahaan

palko main ji lo main
apni saari zindagi
badla hai yeh shama, palke jo teri uthi
bin tere jhuka main, main woh shaame bhula na saka
tu jo mere pass hain, ab koi na ass hai, tu pyar mera
raat aur chadini hai, tu khoyi kahan
pyar ki khusboo, main tanha yahan
rab se hai, yeh dua, beete na raat yeh
tham loon waqt ko, agar ho mere haath main
dil main hai jo baatien, aaj ki raat keh do sabhi
khamoshi ki chadar odho kyun ho tum mujhse kadi
raat aur chadini hai, tu khoyi kahaan

dil main hai jo baatien, aaj ki raat keh do sabhi
khamoshi ki chadar odho kyun ho tum mujhse kadi
raat aur chadini hai, tu khoyi kahaan
pyar ki khusboo, main tanha yahaan
joolfon ki chaon main, zindagi main gujar doon
sharmaye aankhon main, yeh jahan main waar do
tu jo mere pass hai, ab na koi na ass hai, yeh pyar hai
deewano sa haal hai, yeh dil bekaraar hai, sun le zaara
raat aur chadini hai, tu khoyi kahan
pyar ki khusboo, main tanha yahan

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0074 sec