Pehla Pyar Lyrics & Tabs by Veronica

Pehla Pyar

guitar chords lyrics

Veronica

Album : Rush punjabi PlayStop

Pehla pehla pyaar, bole yeh saba
pehla pehla pyaar, kehti yeh hawa
aaine mein dekhti hun, to tum ko paati hun

bata kesa pagal pan hai, haan yeh kesa pagal pan hai
din raat mein sochti hun, sapnon mein dekhti hun
koi bataey yeh kya huwa hai, haan bolo mujhe kya huwa hai
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, main tum ko chaahti hoon
itna ke beqaraar hun, jee haan main to beqaraar hun
mehrbaan, dilruba
intezaar karti hun tumhara baar baar, haan tumhara baar baar
Pehla pehla pyaar, bole yeh saba
pehla pehla pyaar, kehti yeh hawa
jab tum se milti hun to kiyun ghabraati hun
mujhe tumhain yeh kya huwa hai, koi bataey yeh kya huwa hai
ham baatain karte hain to yeh dil dharakta hai

tumhain din raat chaahun, pawan jesi urrti jaaon
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, main tum ko chaahti hoon
itna ke beqaraar hun, jee haan main to beqaraar hun
mehrbaan, dilruba
intezaar karti hun tumhara baar baar, haan tumhara baar baar
Pehla pehla pyaar, bole yeh saba
pehla pehla pyaar, kehti yeh hawa
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, main tum ko chaahti hoon
itna ke beqaraar hun, jee haan main to beqaraar hun
mehrbaan, dilruba
intezaar karti hun tumhara baar baar, haan tumhara baar baar
Pehla pehla pyaar, bole yeh saba
pehla pehla pyaar, kehti yeh hawa

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0162 sec