Na Jaane Kyun Tera Milkar Lyrics & Tabs by Attaullah Khan Esakhelvi
Na Jaane Kyun Tera Milkar
guitar chords lyrics
na jaane kyun tera milkar bichhudna yaad aata hai
main ro padta hu jab gujra zamana yaad aata hai
n .a jane-----------------
main aksar dekhkar saano ko apne rone lagata hu -2
mujhe jab pyaar se sar tera rakhna yaad aata hai-2
main ro padta hu jab gujra zamana yaad aata hai
na jaane kyun tera milkar bichhudna yaad aata hai
kadam gairo ke uthate dekhta hu jab mohhabbat mai-2
wo nange paon tera has ke aana yaad aata hai-2
main ro padta hu jab gujra zamana yaad aata hai
na jane kyun tera milkar bichhudna yaad aata hai
koi jab muskurata hai to dil per chot lagti hai-2
wo tera pyaar me jab muskurana yaad aata hai-2
main ro padata hu jab gujra zamana yaad aata hai
na jane kyun tera milkar bichhudna yaad aata hai
wo tera pyaar me jab muskurana yaad aata hai-2
main ro padata hu jab gujra zamana yaad aata hai
na jane kyun tera milkar bichhudna yaad aata hai
na jane ---------