Mujhe Khabar Thi Lyrics & Tabs by Lata Mangeshkar

Mujhe Khabar Thi

guitar chords lyrics

Lata Mangeshkar

Album : SaadgiPlayStop

Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha
Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha
Pa dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha

Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha
Main khwab khwab jise dhooonhta phira barson
Main khwab khwab jise dhooonhta phira barson
Wo ashq meri aankh mein samaya tha
Wo ashq meri aankh mein samaya tha
Pa dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha
Tera kasoor nahin jaan meri tanhai
Tera kasoor nahin jaan meri tanhai
Tera kasoor nahin jaan meri tanhai
Ye rog mane hi
Ye rog mane hi khud jaan ko lagaya tha

Tamaam shahar mein ek woh hai ajnabee mujhse
Tamaam shahar mein ek woh hai ajnabee mujhse
Ke jisne geet mera shahar ko sunaya tha
Ke jisne geet mera shahar ko sunaya tha
Pa dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha
Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0191 sec