Meri Neend Lyrics & Tabs by Band of Boys

Meri Neend

guitar chords lyrics

Band of Boys

Album : Yeh Bhi Woh BhiPlayStop

Kya ho gaya hai, kya ho gaya hai
Yeh kya ho gaya hai, kya ho gaya hai
Aaja meri baahon mein aa

Meri neend ud gayi hai
Mera chain kho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai

O yaara, aaja meri baahon mein aa

Mujhe aas ho gayi hai tujhe paas apne kar loon

Teri har ada ko samjhoon aur chaaheton mein bhar loon

Ek ajnabee se jaana tu khaas ho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai
O yaara, aaja meri baahon mein aa
O yaara, aaja meri baahon mein aa
Meri neend ud gayi hai
Mera chain kho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai
Meri neend ud gayi hai
Mera chain kho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai
Teri nematon ke khaatir main har khushi ko de doon
Tu jo kar de ek ishaara yeh zindagi main de doon

Tu hi meri zindagi hai vishwaas ho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan mujhe kya ho gaya hai
O yaara, aaja meri baahon mein aa
O yaara, aaja meri baahon mein aa
Meri neend ud gayi hai
Mera chain kho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai
Meri neend ud gayi hai
Mera chain kho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai
Ikraar ka tere main intezaar kar raha hoon
Duniya ki har khushi ko inkaar kar raha hoon
Meri chaaheton ka tujh par ehsaas ho gaya hai
Haan, mujhe...
Meri neend ud gayi hai
Mera chain kho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai
Meri neend ud gayi hai
Mera chain kho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai
Meri neend ud gayi hai
Mera chain kho gaya hai
Tere pyaar mein meri jaan yeh kya ho gaya hai
kya ho gaya hai
kya ho gaya hai
Meri neend

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0055 sec