Aashiqui Meri Lyrics & Tabs by Himesh Reshammiya

Aashiqui Meri

guitar chords lyrics

Himesh Reshammiya

Album : 36 China TownPlayStop

aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 5
de de dil jaaye na jaan yeh - 2
hain kasam hain meri

aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
tu meri jannat hain tu hi meri chahat hain
tu meri bechaini tu hi meri raahat hain
tu hi manzil meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
main teri deewangi mein hadh se gujar chuka hoon
kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon

tu meri saansen hain tu hi meri dhadkan hain
tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hain
tu hi manzil meri

tu meri saansen hain tu hi meri dhadkan hain
tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hain
tu hi manzil meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera
kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera

tu meri tanhaai tu hi meri mehfil hain
tu meri betaabi tu hi mera qaatil
tu hi manzil meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
de de dil jaaye na jaan yeh - 2
hain kasam hain meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0125 sec