Yaad Piya Ki Aaye Lyrics & Tabs by Wadali Brothers

Yaad Piya Ki Aaye

guitar chords lyrics

Wadali Brothers

Album : Yaad Piya Ki...PlayStop

Yaad piya ki aaye - (2)
Aa aa aa... aaye re aaye re yaad, yaad piya ki aaye
Yeh dukh saha na jaaye raam, haaye raam

Yaad piya ki aaye aa...
Bairi koyaliya kuk sunaaye re raam
Haan bairi koyaliya kuk sunaaye raam
Bairi koyali... kuk... kuk sunaaye
Kuk sunaaye, kuk sunaaye kuk... kuk...
Bairi koyaliya haay kuk sunaaye raam
Mujh birhan ka jiyaara jalaaye
Haan?? raha na jaaye raam haay raam
Yaad piya ki aaye haaye raam
Yaad piya ki aaye
Baali umariya suni re sajaniya re baa...
Baali umariya, baali umariya

Yaad piya ki aaye
Baali umariya suni re sajaniya re baa...
Baali umariya, baali umariya
Baali umariya baali, baa... aa aa aa...
Baali baa... li umariya re baa
Baa... aa aa... baa. aa aa aa...
Baali umariya baali...
Baa... aa aa aa...
Baali umariya ra...
Haay suni re sajaniya re
Baali umariya suni re sajriya
Jauban beeton jaaye raam, haaye raam
Yaad piya ki aaye, yaad piya ki aaye
Re yeh dukh saha na jaaye raam, haay raam
Yaad piya ki aaye haaye raam
Yaad piya ki aaye aa aa aa aa...

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0093 sec