Woh Kisna Hai Lyrics & Tabs by Amit Sana

Woh Kisna Hai

guitar chords lyrics

Amit Sana

Album : Amit Sana - Chal DiyePlayStop

Woh hai Rangeela Chail chabeela Woh hai natkhat woh jamunatat phere lagaye murli bajaye Gopiyon ke sang raas rachaaye Murli bajaiyaa raas rachaiyaa shyam salona hai jo hai albela madnainowala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai, woh kisna hai woh kisna hai, woh kisna hai kisna hai jo hai albela madnainowala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai, woh kisna hai woh kisna hai, woh kisna hai pyar mein doobi, pyar mein khoyi pyar ki dhun mein jaagi na soyi pyar mein doobi, pyar mein khoyi pyar ki dhun mein jaagi na soyi duniya se hai woh anjaani sab kehte hai prem deewani kisna se milti hai bhool ke har bandhan kisna ki hi mala japti hai woh jogan Nainon mein sanson mein mann mein kisna har pal hai jeevan mein jiske kisna woh radha hai woh radha hai, woh radha hai Radha hai Madhur madhur sa roop hai jiska shwet shwet rang jiska sundar tan man sundar chitwan sundar hai ang jiska pyar hai sagar se bhi gehra kisna ke sang jiska woh radha hai woh radha hai, woh radha hai Radha hai jo hai albela madnainowala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai, woh kisna hai woh kisna hai, woh kisna ha Nainon mein sanson mein mann mein kisna har pal hai jeevan mein jiske kisna woh radha hai woh radha hai, woh radha hai Radha hai woh kisna hai


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0066 sec