Tumse Milne Ki Tamanna Hai (From "Saajan") Lyrics & Tabs by S. P. Balasubrahmanyam

Tumse Milne Ki Tamanna Hai (From "Saajan")

guitar chords lyrics

S. P. Balasubrahmanyam

Album : Birthday of Salman Khan melodious PlayStop

(Tumse Milne Ki Tamanna
Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam) - 2

Jo Kabhi Hum Mile
Toh Zamana Dekhega Apna Pyar
O Mere Yaar - 2
Tumse Milne Ki Tamanna
Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam
Jo Kabhi Hum Mile
Toh Zamana Dekhega Apna Pyar
O Mere Yaar - 2
Tumse Milne Ki Tamanna
Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam

Tumse Milne Ki Tamanna
Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam
(Main Shayar Nahi Deewana Nahi
Main Aashiq Nahi Parwana Nahi) - 2
Mili Jabse Nazar Tabse Jaan-E-Jigar - 2
Main Ho Gaya Deewana - 2
Ab Jaane Kya Hoga Jaan-E-Jana
(Tumse Milne Ki Tamanna
Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam) - 2
(Kya Pata Phir Kaha Kab Mulaakat Ho
Woh Haseena Se Phir Dil Ki Baat Ho) - 2
Uske Jaisi Haseen Maine Dekhi Nahi - 2
Rokega Kya Zamana Maine Dil Mein Hai Thana
Mujhko Use Hai Abhi Apna Banana
(Tumse Milne Ki Tamanna
Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam) - 2
Jo Kabhi Hum Mile
Toh Zamana Dekhega Apna Pyar
O Mere Yaar - 2
Tumse Milne Ki Tamanna
Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0256 sec