Tu ne Kaha Lyrics & Tabs by Najma Akhtar

Tu ne Kaha

guitar chords lyrics

Najma Akhtar

Album : FariyaadPlayStop

Ummm hmm umm hmm Ummm hmm umm hmm Tune jo na kaha Mein woh sunta raha Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha Tune jo na kaha Mein woh sunta raha Khamakha Bewajah Khwaab Bunta raha Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is Shehar mein Na apna tikana raha Koi chaht se na ab apni chalta raha Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha Dard phele se hai jyaaada Khud se phir yeh vaada Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan Abb Na pehli si baatein hai Bolo to Lab thartharatein hai Raaz yeh dil ka na ho baiyan Hoga na ab asar humpe nahin Hum safar mein to hai Humsafar hai nahi Door jaata raha Paas aata raha Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha Aaya woh phir Nazar aise Baat chidne lagi phir se Aankhon mein chubhta kal ka dhuan Haal tera na humsa hai Is khushi mein kyon gumsa hai Basne laga kyon phir woh jahan Woh jahan dur jis se gaye the nikal Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal Lambha beeta hua, Dil Dukhata raha Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha Tune jo na kaha Mein woh sunta raha Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is Shehar mein Na apna tikana raha Koi chahat se abb apni chalta raha Bhuj gai Aag thi Daag Jalta raha...


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0075 sec