Tan-man Dhan Sab Hai Tera Lyrics & Tabs by Mukesh

Tan-man Dhan Sab Hai Tera

guitar chords lyrics

Mukesh

Album : The Unforgettable hindi PlayStop

tan mann dhan sab hai teraa bin tere kya hai meraa
rat din mai tere git gata rahu, tan mann dhan sab...
kya dharatee kya suraj chanda, jag moh maya ka hai phanda

mai hun sidha sada banda, jag choro ka hai dera
tan mann dhan sab...
kya apana aur kya begana, jan ke kahe dhokha khana
jivan hai bas aana jana, jogee vala phera
tan mann dhan sab...

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0069 sec