Satyamev Jayate - Kaun Madari Yahan Kaun Jamura Lyrics & Tabs by Swanand Kirkire

Satyamev Jayate - Kaun Madari Yahan Kaun Jamura

guitar chords lyrics

Swanand Kirkire

Album : Satyamev Jayate - Kaun Madari Yahan Kaun Jamura hindi PlayStop

Dhitang titang, dhitang titang
Dab dab durrah.
Kaun hai madari yahan kaun jamura Kursi pe jo betha usey main badshah samjha

Aur khud ko samajh betha main cheedi ka durra
Dhitang titang, dhitang titang
Dab dab durrah.
Kaun hai madari yahan kaun jamura
Seva ka waada karke woh meva kha gaya
Raja woh khud bana mujhe pyada bana gaya
Ho...
Mat bhadak mere dil, yun khud pe na ghurra
Tu hi tha nasamajh jo usey de diya turrah
Dhitang titang, dhitang titang
Dab dab durrah.
Kaun hai madari yahan kaun jamura Janta ka hai ye tantar

Dhitang titang, dhitang titang
Dab dab durrah.
Kaun hai madari yahan kaun jamura Janta ka hai ye tantar
Janta hi iska mantar
(Janta hi iska mantar
Janta hi iska mantar)
Janta hi raja parja madari or jamura
Ye desh hai swatantar, ye mulk hai swatantar
Ho. Mujhko hi poora karna har kaam adhura
Ab pee ke na jhoome ab satta ka dhatura
Dhitang Titang, Dhitang Titang
Dab dab durrah
Kaun hai madari yahan kaun jamura RAJA YERRAM

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0106 sec