Saadda Haq Lyrics & Tabs by Mohit Chauhan

Saadda Haq

guitar chords lyrics

Mohit Chauhan

Album : RockstarPlayStop

Tum logo ki, is duniya mein
Har kadam pe, insaan galat
Mein sahi samajh ke, jo bhi karun

Tum kehte ho galat
Main galat hun, phir kaun sahi
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sab ko marzi du
Matlab ki tum sabka mujhpe
Mujhse bhi zyaada haq hai...
Saadda haq, aithe rakh!!!!!!
Saadda haq aithe rakh Na na, na na na na na
Na na na na na
Na na na na na, na na na
Saadda haq aithe rakh Hey
In kataron mein, ya udharon mein

Na na na na na, na na na
Saadda haq aithe rakh Hey
In kataron mein, ya udharon mein
Tum mere jeene ki aadat ka kyun ghot rahe dum
Besalika main, uss gali ka main
Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke rasme jeene ka harjaana duniya dushman
Sab begaana inhe aag lagaana
Mann bole, mann bole
Mann se jeene ya mar jaana hai
Saadda haq aithe rakh Na na, na na na na na
Na na nana na na
Na na na na na
Hoooooo oooo oooo, ye ye ye
Oh eco friendly
Nature ke rakshak
Main bhi hoon nature
Rivaajon se, samaajon se
Kyun un un ho ho ...
Tu kaate mujhe
Kyun baante mujhe is tarah
O o, hoooooo...
Kyun sach ka sabak sikhaye
Jab sach sun bhi na paaye
Sach koi bole to tu
Niyam kanoon bataye
Tera darr, tera pyaar, teri vaar
Tu hi rakh, rakh saali...
Saadda haq aithe rakh Saadda haq aithe aithe rakh
Saadda haq aithe rakh Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh!!!!!!

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0128 sec