Rozaana Lyrics & Tabs by Salim Merchant

Rozaana

guitar chords lyrics

Salim Merchant

Album : Love Breakups Zindagi hindi PlayStop

Ooo..
Har pal hai jawan
Har lamha haseen hai

Jahan hum hain wahan
Koi gum nahin hai
Yeh jo hai zindagi
Khushiyon mein doobi hai
Hum toh yun hi
Jeete.. hai..
Rozana..
Subah leke aati hai roshni
Rozana..
Hey sham lati dil kashi
Jaagi si zindagi hai
Ye gaati zindagi hai

Hey sham lati dil kashi
Jaagi si zindagi hai
Ye gaati zindagi hai
Jaagi si zindagi hai
Rozana
O…rango ki barishein hai
Aisi nawazishein hai
Rango ki barishein hai
Rozana….aa….
Dil chahta hai
Har pal muskarane ko
Koi dhun haule haule
Gungane ko..
Jo bhi mila hai
Uska durst hi samjha
Zindagi jashn hai..
Jaise manane ko..ho..
Jo bhi suna
Usse khushkabri jana
Ho..khushiyon ko humne pehchana
Rozana..
Roazana..
Subah leke aati hai roshni
Rozana..
Hey sham lati dil kashi
Yeh hi hai kahani apni
Yeh zindagani apni
Yeh hi hai kahani apni
Rozana..
O…rango ki barishein hai
Aisi nawazishein hai
Rango ki barishein hai
Rozana…
Haan..aa…
Phoolon mein khusboo
Kaliyon mein rang jaise
Hum mein hai..
Jeene ki ek umang jaise
Umeedon ki hai
Gunji ragini si
Dil mein hai
Har ghadi ek tarang jaise
Sapnon ka jahan
Hai jana pehchana
Hoo..ek naya sapna dekha
Rozana..
Rozana..
Subah leke aati hai roshni
Rozana..
Hey sham lati dil kashi
Bus hai yehi tamsha
Har pal hai ek asha
Bus hai yehi tamsha
Rozana
O…rango ki barishein hai
Aisi nawazishein hai
Rango ki barishein hai
Rozana…
Haan…aa..

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0094 sec