Patjhad Saawan Basant Bahaar-Sad Lyrics & Tabs by Mohammed Aziz
Patjhad Saawan Basant Bahaar-Sad
guitar chords lyrics
chahe khushi hai chahe gum hai
ye aasu hai ya shabnam hai
ye aasu hai ya shabnam hai
pyar hai kuch bhi ek mausam hai
aur mausam ka kya etbar
etbar
patjhad sawan basant bahar
ek baras ke mausam char
mausam char
panchwa mausam pyar ka intzar ka