Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics & Tabs by Mohammed Aziz

Mere Mehboob Kuch Bhi Ho

guitar chords lyrics

Mohammed Aziz

Album : Hamara Khandan all PlayStop

mere mehbub kuch bhi ho abhi afsana baki hai
abhi meri wafa ka aakhiri nazrana baki hai
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai

tumhara chahne wala
mere mehbub kuch bhi ho
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai
zamana chahe tadpaye zamana chahe thukra de

ye wada hai ke pure honge mere yaar ke wade
aye shama mat baha aansu,
aye shama mat baha aansu abhi parwana baki hai

mere mehbub

aye shama mat baha aansu abhi parwana baki hai
aye shama mat baha aansu abhi parwana baki hai
mere mehbub
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai
aaj bhi sath hai chahat ka wo ek ek lamha
hum zuda hoke bhi dildar nahi hai tanha
na tuta hai na tutega hamare pyar ka sapna

paro pe leke uad jayega ek din aashiya apna
bala se bag ujda hai,
bala se bag ujda hai abhi virana baki hai
bala se bag ujda hai abhi virana baki hai
mere mehbub
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai
jo chahat de nahi sakte wo kaise chhin sakte hai

mere malik tere bande yaha takdir likhte hai
sitam to kar chuki duniya,
sitam to kar chuki duniya abhi pachhtana baki hai
sitam to kar chuki duniya abhi pachhtana baki hai
mere mehbub
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0060 sec