Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics & Tabs by Kumar Sanu, Nadeem - Shravan & Asha Bhosle

Milne Ki Tum Koshish Karna

guitar chords lyrics

Kumar Sanu, Nadeem - Shravan & Asha Bhosle

Album : Dil Ka Kya Kasoor (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna

Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Jab bhi tera jee chaahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyaar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabrana
Jab bhi tera jee chaahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyaar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabrana
Lekin sapnon mein milne ki
Kabhi na koshish karna
Lekin sapnon mein milne ki
Kabhi na koshish karna
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Hoti hain bedard bahut hi
Is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hain nibhana
Pyaar wafa ki kasmein
Ho hoti hain bedard bahut hi
Is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hain nibhana
Pyaar wafa ki kasmein
Sheeshe jaise armaan lekar
Raahon se na guzrana
Sheeshe jaise armaan lekar
Raahon se na guzrana
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai.

More tracks of "Kumar Sanu, Nadeem - Shravan & Asha Bhosle"

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0089 sec