Mere Wajood Lyrics & Tabs by Adnan Sami

Mere Wajood

guitar chords lyrics

Adnan Sami

Album : India - Songs from the Heart of India hindi PlayStop

duaa raa raa raa
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein -2
main dekhoon aainaa

main dekhoon aainaa aur tu mujhe nazar aaye
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein
main dekhoon aainaa
main dekhoon aainaa aur tu mujhe nazar aaye
mere wajood mein tu kaah yun utar jaayein
tujhko hi sochoon jab bhi main sochoon
tujhko ko hi poojoon tujhko hi chaahoon
tujhko hi sochoon jab bhi main sochoon
tujhko ko hi poojoon tujhko hi chaahoon
honton pe chaaye tu naghma banke -2
jab bhi kabhi kuch bhi gungunaaon -2
teri hi baahon mein -2

honton pe chaaye tu naghma banke -2
jab bhi kabhi kuch bhi gungunaaon -2
teri hi baahon mein -2
bas zindagi guzar jaaye
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein -2
najaane tujh mein kaisi kashish hai
tujhse kabhi dil bartha nahi hai -2
chod ke tujhko pal bhar kabhi bhi -2
jaane ko mann kahi katha nahi hai-2
yeh kaash waqt abhiiii
yeh kaash waqt abhi bas yehi tehr jaaye
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein
main dekhoon aainaa
main dekhoon aainaa aur tu mujhe nazar aaye
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein -2
hmmmm
raa raa yoon utar jaaye
Posted By: Ishaa

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0123 sec