Main Naraye Mastana Lyrics & Tabs by Abida Parveen

Main Naraye Mastana

guitar chords lyrics

Abida Parveen

Album : Mere Dil SePlayStop

sir raakhe sir jaat hai - (2)
sir kaante sir soye
aa jaise baati dip ki tat ujiyaara hoye

ho ho miya
main naaraaye mastaana - (2)
main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
main tashana kahaan jaau, main tashana
main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana

main sode mohabbat hoon, main ek kayaamat hoon - (2)
main ashk-e-nadaamat hoon - (2)
main doher yakdaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana

main ashk-e-nadaamat hoon - (2)
main doher yakdaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
main tashana kahaan jaau, main tashana
main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana - (2)
main kaar laahuti main johar malkudi - (2)
naasudi ne kab mujhako, naasudi ne
naasudi ne kab mujhako iss haal mein pehchaana
main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
main tashana kahaan jaau, main tashana
main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
main shamme faraaja hoon, main aatashe laraja hoon - (2)
main sojashe hijra hoon, main sojashe
main sojashe hijra hoon, main manjilein parwaana
main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
kis yaad ka sehara hoon, kis chashm ka dariya hoon - (2)
khud tur ka jalawa hoon, khud tur ka
khud tur ka jalawa hoon, hai shakl kal bahaana
main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
main tashana kahaan jaau, main tashana
main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
main husn-e-mujjasim hoon, main gesu-e-barham hoon - (2)
main phul hoon shabnam hoon, main phul hoon
main phul hoon shabnam hoon, main jalwaaye jaana na
main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
main? bismil hoon, main raunak-e-mehfil hoon - (2)
ik tuta hiwa dil hoon -2, main sher mein viraana
main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
main tashana kahaan jaau, main tashana
main tashana kahaan jaau, pi kar bhi kahaan jaana
main naaraaye -3 mastaana, main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana -2, main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana -3, main shokhye rindaana
main naaraaye mastaana, main shokhye rindaana

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0084 sec