Lafzon Mein Lyrics & Tabs by Abhijeet Sawant

Lafzon Mein

guitar chords lyrics

Abhijeet Sawant

Album : Aapka... Abhijeet SawantPlayStop

Lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun
lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun
nasha hi nasha raat din hai na pucho yeh kaisa pyar hai

lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun
Halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,
pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,
chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi paagal mujhko kar gayi janeman
janeja
na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai(2)
nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai
lafzon mein
mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar
kehti hai chahate deewana mein ho gaya

mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar
kehti hai chahate deewana mein ho gaya
teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya
yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar kab jaaga kab so gaya jane man
janeja
lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0084 sec