Jadoo Hai Tera (From "Ghulam") Lyrics & Tabs by Kumar Sanu, Alka Yagnik & Jatin - Lalit

Jadoo Hai Tera (From "Ghulam")

guitar chords lyrics

Kumar Sanu, Alka Yagnik & Jatin - Lalit

Album : #NowPlaying: Aamir Khan HitsPlayStop

Jaadu hai tera hi jaadu,
Jo mere dil pe chhane laga
Jaadu hai tera hi jaadu,

Jo mere dil pe chhane laga
Deewaane mere yeh toh bata kya kiya tune,
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha,
Main hoon kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha,
Main hoon kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de,
Ghar ka mere mujhko pata de
Jaadu hai tera hi jaadu,
Jo mere dil pe chhane laga
Deewaane mere yeh toh bata kya kiya tune,

Jaadu hai tera hi jaadu,
Jo mere dil pe chhane laga
Deewaane mere yeh toh bata kya kiya tune,
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de,
Ghar ka mere mujhko pata de
Maine toh yeh jaana na,
Hota hai kya intzaar
Mera dil kyun maane na,
Mujhko toh ho gaya hai pyaar
Main chain se pehle raaton ko soti thi,
Tune meri nindein luti
Main chain se pehle raaton ko soti thi,
Tune meri nindein luti
Yeh rog kya tune lagaaya,
Deewaanapan kaisa jagaaya
Jaadu hai tera hi jaadu,
Jo mere dil pe chhane laga
O jaana meri yeh toh bata kya kiya tune,
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha,
Main hoon kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha,
Main hoon kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de,
Ghar ka mere mujhko pata de
Jaaneman o jaaneja kya hai iraada bata
Chhune de in honton ko honton se mere jara
Kya khoob hai main bhi kaisa deewaana tha,
Kyun ishq se anjaana tha
Kya khoob hai main bhi kaisa deewaana tha,
Kyun ishq se anjaana tha
Paagal mujhe tune banaaya,
Chaahat hai kya mujhko bataaya
Jaadu hai tera hi jaadu,
Jo mere dil pe chhane laga
Jaadu hai tera hi jaadu,
Jo mere dil pe chhane laga
Deewaane mere yeh toh bata kya kiya tune,
Mitha sa dard hone laga
Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha,
Main hoon kahaan main jaanu na
Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha,
Main hoon kahaan main jaanu na
Koi mujhe itana bata de,
Ghar ka mere mujhko pata de.

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0101 sec