Har Kisiko Nahin Milta Lyrics & Tabs by Kalyanji Anandji

Har Kisiko Nahin Milta

guitar chords lyrics

Kalyanji Anandji

Album : Janbaaz / Qurbani 11 PlayStop

Jaanbaaz- Har Kisi Ko Nahi Milta Yaha Pyar
Har kisi ko nahin milta
yahan pyar zindagi mein

khushnaseeb hai wo jinko hai mili
yeh bahaar zindagi mein
Hothon se honthh mile na bhale
chaahe mile na baahen baahon se
do dil zinda reh sakte hai
chaahat ki bhari nigaahon se
Har kisi ko nahin milta
yahan pyar zindagi mein
khushnaseeb hai wo jinko hai mili
yeh bahaar zindagi mein
Zulfon ke narm andheren hai
jismon ke garm ujaale hai

yeh bahaar zindagi mein
Zulfon ke narm andheren hai
jismon ke garm ujaale hai
jeete ji hum ko pyar mila
hum dono kismat waale hai
Har kisi ko nahin milta
yahan pyar zindagi mein
khushnaseeb hai wo jinko hai mili
yeh bahaar zindagi mein
YouTube - Sadhna Sargam, Manhar Udhaas - Har Kisi Ko Nahin Milta Yahan Pyar Zindagi Mein - Janbaaz

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0069 sec