Fanah Lyrics & Tabs by KK

Fanah

guitar chords lyrics

KK

Album : Humko Deewana Kar Gaye hindi PlayStop

fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah

ab ye jan le le ya rab
ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah
har lamha tera junun sach sach
aaye kahi naa sukun sach sach
khwabo khayalo me tu hai sach sach
deewanapan kya kahu ab sach
mohabbat mohabbat hai charo taraf
kahi aur kuchh bhi dikhayi naa de
teri hi sadaye rabba har jagah

mohabbat mohabbat hai charo taraf
kahi aur kuchh bhi dikhayi naa de
teri hi sadaye rabba har jagah
siwa tere kuchh bhi sunai naa de
ab ye jan le le ya rab
ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
ab ye jan le le ya rab
ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah
har pal hai tera nasha sach sach
ye dil hai tujhpe fida sach sach
betab hain dhadkane bhi sach sach
kya jana tujhko pata sach sach
kabhi arsh pe to kabhi farsh pe
tera chehra aata hai mujhko najar
mohabbat me gumsum huwa iss kadar
naa aagaj anjam ki hai fikar
ab ye jan le le ya rab
ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0200 sec