Aasman Ke Neeche (From "Jewel Theif") Lyrics & Tabs by S. D. Burman, Lata Mangeshkar & Kishore Kumar

Aasman Ke Neeche (From "Jewel Theif")

guitar chords lyrics

S. D. Burman, Lata Mangeshkar & Kishore Kumar

Album : Hum Aur Tum - Lata Mangeshkar and Kishore KumarPlayStop

Aasmaan Ke Neeche,
Hum Aaj Apne Peechhe
Pyaar Ka Jahaan Basaa Ke Chale

Kadam Ke Nishaan Banaa Ke Chale
Aasmaan Ke Neeche,
Hum Aaj Apne Peechhe
Pyaar Ka Jahaan Basaa Ke Chale
Kadam Ke Nishaan Banaa Ke Chale
Tum Chale Toh Phool Jaise
Aanchal Ke Rang Se,
Saj Gayee Raahe
Saj Gayee Raahe
Paas Aao Main Pehnaa Doon,
Chaahat Ka Haar Yeh
Khulee Khulee Baahein

Paas Aao Main Pehnaa Doon,
Chaahat Ka Haar Yeh
Khulee Khulee Baahein
Khulee Khulee Baahein
Jiska Ho Aanchal
Khud Hi Chaman
Kahiye Wo Kyon
Haar Baahon Ke Daale
Arey, Aasmaan Ke Neeche,
Hum Aaj Apne Peechhe
Pyaar Ka Jahaan Basaa Ke Chale
Kadam Ke Nishaan Banaa Ke Chale
Bolti Hain Aaj Aankhen,
Kuchh Bhi Naa Aaj Tum
Kehne Do Hum Ko
Kehne Do Hum Ko
Bekhudi Badhti Chali Hai,
Ab Toh Khaamosh Hi
Rehne Do Hum Ko
Rehne Do Hum Ko
Ek Baar Ek Baar
Mere Liye,
Keh Do Khanke
Laal Honthon Ke Pyaale
Aasmaan Ke Neeche,
Hum Aaj Apne Peechhe
Pyaar Ka Jahaan Basaa Ke Chale
Kadam Ke Nishaan Banaa Ke Chale
Saath Mere Chalke Dekho,
Aayi Hain Dhoom Se
Ab Ki Bahaarein
Ab Ki Bahaarein
Har Gali, Har Mod Pe
Woh Dono Ke Naam Se,
Hum Ko Pukaare,
Tum Ko Pukaare
Keh Do Bahaaron Se
Aaye Idhar,
Un Tak Uthkar
Hum Nahi Jaanewaale
Arey, Aasmaan Ke Neeche,
Hum Aaj Apne Peechhe
Pyaar Ka Jahaan Basaa Ke Chale
Kadam Ke Nishaan Banaa Ke Chale
Aasmaan Ke Neeche,
Hum Aaj Apne Peechhe
Pyaar Ka Jahaan Basaa Ke Chale
Kadam Ke Nishaan Banaa Ke Chale

More tracks of "S. D. Burman, Lata Mangeshkar & Kishore Kumar"

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0071 sec