Aankhon Mein Lyrics & Tabs by Aryans

Aankhon Mein

guitar chords lyrics

Aryans

Album : Aankhon Mein Tera Hi ChehraPlayStop

Aankhon main
Aankhon main
Aankhon main

ho..oooooo
Aankhon main ssssssss
Ha!
Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana
Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana
haye kaha gayi wo ratein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan

haye kaha gayi wo ratein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan
Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana
Door jab se tum gayee ho
jab se mujhko bhool gayee ho
Door jab se tum gayee ho
jab se mujhko bhool gayee ho
main hu deeawana
lekar dil , chura li aankhen
kar gayee mujhko teri yaadein deewana
kar gayee mujhko teri yaadein deewana
hai! kaha gayi wo ratein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan
Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana
Mana ki tum saath nahi ho
mere dil ke paas nahi ho
Mana ki tum saath nahi ho
mere dil ke paas nahi ho
maine ye maana
phir bhi aas lagee hai dil mein
tum aaogee mujhse milne
chupke-2 kehte dil mein deewana
mera deewana
phir se aayengee wo raatein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan
Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana
haye kaha gayi wo ratein
wo meethi meethi si baatein
karti thi jo deewan
Aankhon main tera hi chehra
dhadkan mein teri hi yadein
karti hai deewana
karti hai deewana
karti hai deewana
karti hai deewana
karti hai deewana

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0055 sec