Aa Kareeb Aa Lyrics & Tabs by Caliche

Aa Kareeb Aa

guitar chords lyrics

Caliche

Album : Additappa andes PlayStop

Zindagi loota doon ek baar muskurade
Kuchh nahi mera sab kuchh teri ek hansi ke aage
Ankhon ki ye nami tere gum ye sabhi

Aaja de de mujhe meri jaan
Aa kareeb aa... Aa kareeb aa...
Sach kahunga main
tera saath dunga main
Koi mushkil ho sab kuch sahunga main
Raste faasle keh rahe sun bhi le
Ab saath chalunga main... ab saath chalunga main
Aa tujhe pyaar doon, zindagi vaar doon
Tere kadmo mein rakh doon jahaan
Aa kareeb aa... Aa kareeb aa
Zindagi loota doon ek baar muskura de
Kuchh nahi mera sab kuchh teri ek hansi ke aage

Aa kareeb aa... Aa kareeb aa
Zindagi loota doon ek baar muskura de
Kuchh nahi mera sab kuchh teri ek hansi ke aage
Ankhon ki ye nami tere gum ye sabhi
Aaja de de mujhe meri jaan
Aa kareeb aa... Aa kareeb aa...
Kho diya khud ko
Maine tujhko paaya hai
Aaj ye Ekraar hothon pe aaya hai
Saadgi ne teri jaan meri mujhko bhi
Aashiq banaya hai... Aashiq banaya hai
Hai mera sach yahi tu meri zindagi
Tu meri hasraton ka jahaan
Aa kareeb aa... Aa kareeb aa
Tujhko paa na saka, paas laa na saka
Phir bhi kehta raha dil mera
Aa kareeb aa... Aa kareeb aa

More tracks of "Caliche"

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0118 sec