Yeh Kya Hua Lyrics & Tabs by Kishore Kumar

Yeh Kya Hua

guitar chords lyrics

Kishore Kumar

Album : A Tribute to a Legend: Kishore Kumar, Volume 1 hindi PlayStop

yeh kya hua, kaise hua, kab hua
kyon hua, jab hua, tab hua
oh chodo, yeh na socho yeh kya hua

hum kyon, shikawaa kare jhootha
kya hua jo dil toota
sheeshe ka khilauna tha
kuchh naa kuchh to honaa tha, hua
humne jo dekha tha, sunaa tha
kya bataye wo kya tha
sapana salona tha
khatam to hona tha, hua
aye dil chal peekar jhoome
inhee galiyon mein ghoome
yahan tujhe khonaa tha
badanaam hona tha, hua.

inhee galiyon mein ghoome
yahan tujhe khonaa tha
badanaam hona tha, hua.
yeh kya hua, kaise hua, kab hua
kyon hua, jab hua, tab hua
oh chodo, yeh na socho yeh kya hua

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0199 sec