Ya Ali (Version 1) Lyrics & Tabs by Zubeen Garg

Ya Ali (Version 1)

guitar chords lyrics

Zubeen Garg

Album : Gangster (Original Motion Picture Soundtrack)PlayStop

ya ali rahem ali ya ali yaar pe kurban hai sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi ishq pe haa mita du luta du main apni khudi yaar pe haa luta du mita du main ye hasti ya ali rahem ali ya ali yaar pe kurban hai sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi mujhe kuchh pal de qurbat ke fakir hum teri chahat ke rahe bechain dil kab tak mile kuchh pal to raahat ke chahat pe ishq pe haa mita du luta du main apni khudi yaar pe ha luta du mita du main ye hasti ya ali rahem ali ya ali yaar pe kurban hai sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi bina tere na ek pal ho na bin tere kabhi kal ho ye dil ban jaaye pathhar ka na isme koi hulchul ho sanam pe ha ishq pe ha mita du luta du main apni khudi kasam se ha luta du mita du main ye hasti ya ali rahem ali ya ali yaar pe kurban hai sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi


Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0100 sec