Unki Pahli Nazar Kya Asar Kar Gai Lyrics & Tabs by Lata Mangeshkar

Unki Pahli Nazar Kya Asar Kar Gai

guitar chords lyrics

Lata Mangeshkar

Album : April Fool (Original Motion Picture Soundtrack) bollywood PlayStop

unki pahli najar kya asar kar gayi, mujhko kya ho gaya hai khuda jane

ek bijli giri or mai mar gayi, mujhko kya ho gaya hai khuda jane

unki pahli najar kya asar kar gayi
dil me so bar mai ayina dekhlu, jane kiske liye roz sajne lagi

aisa chaya kisi ki najar ka nasha
aisa chaya kisi ki najar ka nasha, do kadam bhi chalu to behkne lagu
dil gaya to agya jindagi har gai, mujhko kya ho gaya hai khuda jane
ek bijli giri or mai mar gayi, mujhko kya ho gaya hai khuda jane
unki pahli najar kya asar kar gayi
ji chahta ha baho me lu aasma, dil ye kahta hai phulo me hai aasiya

hoth danto me apni dabati hu mai
hoth danto me apni dabati hu mai, dil me arman lene lagi chutkiya
chain aata nahi beakali badh gayi, mujhko kya ho gaya hai khuda jane
ek bijli giri or mai mar gayi, mujhko kya ho gaya hai khuda jane
unki pahli najar kya asar kar gayi
har naajra mujhko sarabi lage, phul jo bhi khilie wo gulabi lage

jag uthe rang me pyar ki bijliya
jag uthe rang me pyar ki bijliya, dil ke maujo se tufa sababi uthe
bhri jiwan me ek aag si bhar gayi, mujhko kya ho gaya hai khuda jane
ek bijli giri or mai mar gayi, mujhko kya ho gaya hai khuda jane
unki pahli najar kya asar kar gayi
ek bijli giri or mai mar gayi, mujhko kya ho gaya hai khuda jane
unki pahli najar kya asar kar gayi

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0242 sec