Tu Yaad Na Aaye Aisa Koi Din Nahin Lyrics & Tabs by Himesh Reshammiya

Tu Yaad Na Aaye Aisa Koi Din Nahin

guitar chords lyrics

Himesh Reshammiya

Album : Aap Kaa SurroorPlayStop

[tujhe bhul jana jana mumkin nahi - (3)
tu yad na aaye aaisa koi din nahi - (2)] - 4
tera jadu aisa chhaya, har jarre me tujhko paya

chahe woh hall ho shorogul ka, chahe ho virana aalam
har pal hai maujudgi teri, har mausam hai tera mausam
(tujhe bhul jana jana mumkin nahi - (2)
tu yad na aaye aaisa koi din nahi - (2)] - (2)
main karta hu lakh bahane, par bin tere dil na mane
jitna tujhko bhulna chahu, utna hi tujhe pas main paau
tu na jane aye mehbuba, main tere ishq mein kitna duba
tujhe bhul jana jana mumkin nahi - (2)
tu yad na aaye aaisa koi din nahi - (3)
tu yad na, yad na, yad na...
yad na aaye, aisa koi din nahi

tu yad na, yad na, yad na...
yad na aaye, aisa koi din nahi

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0130 sec