Raat Shabnami Lyrics & Tabs by Asha Bhosle

Raat Shabnami

guitar chords lyrics

Asha Bhosle

Album : Audiobiography - Asha Bhosle bollywood PlayStop

Raat Shabnami bheegi chandni teesra koi dor tak nahi
Iske aage hum aur kya kahein janam samjha karo
O Iske aage hum aur kya kahein janam samjha karo

Sanam tumko jis din se dekha humne deewana dil kabu mein nahi
Bada pyara yeh bhi Ittfak dekho tum hi mil jate ho har kahin
Tum mil jate ho har kahin pyare
Aage khud hi jaan lo janam samjha karo
Aur kya kahein janam samjha karo
Raat Shabnami bheegi chandni teesra koi dor tak nahi
Iske aage hum aur kya kahein janam samjha karo
O Iske aage hum aur kya kahein janam samjha karo
Tehro padi yeh raat sari kahe ki jaldi janeman
Dale hue yeh reshmi bahein yuhnhi lipte rahe tum gulbadan
Takdir se mil gaya yeh mauka
Aage khud hi jaan lo aur kya kahein janam samjha karo

Janam samjha karo
Raat Shabnami bheegi chandni teesra koi dor tak nahi
Iske aage hum aur kya kahein janam samjha karo
O Iske aage hum aur kya kahein janam samjha karo

Like us on Facebook.....
-> Loading Time :0.0134 sec